Humbistari se pehle waleemah karna

· 27 Jumada I 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiWaleemah

Question

Kya shaadi ki ayk pehli raat aagr apni biwi se humbistri na kare to waleemah haraam ho jata he?

Answer

Waleemah ki sunnat humbistari ke bad hoti he. Lekin agar kisi ne shaadi ke bad humbistari nahi ki aur waleemah karliya, to waleemah saheeh hojaega. Waleemah haraam nahi hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.