Biwi ki nafarmani keliye kiya karna chaahiye?

· 28 Dhuʻl-Hijjah 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehat

Question

Meri biwi mujh se aur meri ma se zubaan larati he aur mujhe bohot sari galat baate kehti he aur meri nafarmani bhi karti he. Mujhe kiya karna chahiye?

Answer

Aap makaan me taleem shuroo kare Fazaa'il-e-A`maal aur Fazaa'il-e-Sadaqaat ki. Isko kuch na kahe. Agar woh shareek hoti ho to bohot achcha. Shareek na hoti ho to israar na kare. Saath saath zikr, istighfaar, durood shareef, aur teesre kalimah shuroo kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.