Bank me kaam karna

· 5 Muharram 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTijaarat aur us ke mutalliq masaailNowkri

Question

State bank of Pakistan me nokri karna kaisa he? Agar duty me sood likhna/kaatna shamil ho? Agar shamil na ho? Income ka zariya sood mana jaega ya hukoomti khazana?

Answer

Har musalmaan janta he ke bank ka karobaar haraam he. Raato din soodi muamalaat hote rehte he aur is se musalmaan ki dunya wa aakhirat tabaah hoti he. Allah Ta`ala ki taraf se lanat hoti he is qisim ke karobaar karne waalo par. Lihaza bank ki nokri jaaiz nahi he. Aap kisi aur jaga halaal nokri talaash kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.