Qardha ki zakaat

· 10 Muharram 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsZakaat ke masaailWujoob-e-zakaat

Question

Mere paas total 135000 savings he. Woh mene kisi ko qarza diya he. Woh bhi lambi mudat ke liye. Iske alaawa mere paas kuch bhi cash nahi he. Ab me us raqam ki zakat kaise nikaalo?

Answer

Jab wo aadmi qardh ke paise adaa kare, to us waqt aap un paiso ki zakaat nikaalde. Agar wo aadmi chand saal ke bad qardh ki miqdaar adaa kare, to guzishta saalo ki zakaat aap ko adaa karna hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.