Waalidain ke huqooq ki haqq talfi

· 22 Muharram 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Sawal yeh hai ke agar bachey peth bhar kar khana khalei aur maa baap ke khaney ka hosh tak na rakhe, maa baap bhukey sojaye to bachon par shariyat ka kiya hukum hai?

Answer

Agar ye maa baap ke huqooq ki taraf dhiyan nahi dete to woh gunahgaar he. Itni ghaflat me mubtala hona ke unki khayriyat wa ghayra ki taraf dhiyan na dena bohot hee shadeed jurm he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.