Mannat karna ke nafl namaaz parhe ga

· 24 Muharram 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQasam owr mannat

Question

Hum logo ne naye ghar me shift hona tha kuch rukawatein aarahi thi. Mene dil me sochaa ke jab ghar me shift howe ge 10 nafal namaaz parhon gi. Bas Allah paak assaani farma dein Allah ka fazal aisa huwa ke hum shift ho gaye aur sara din thakawat ho gayi or wo nawafil mene os din kuch adaa kiye or kuch bad me pooray 10 os din nahi kiye to kia ye theek hai? Nawafil ka sochty huwe mene ye nahi socha tha ke me osi din parhane hein mene.

Answer

Koi haraj nahi. Das rakaat me se jitni reh gayi, us ko poori karle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.