Baaligh larki ka aqeeqah karne ke bad baal ko kaatna
Question
Agar kisi aurat ka aqeeqah na huwa ho aur wo ab karne ja rahi hai to us ko baal katne chahiye? Agar haa to us ka tareeqa kiya hoga? Kitne baal cut karne chahiye?"
Answer
Wo apni aqeeqah kar sakti leikin wo apne sar ke baal ko hargiz na kaate. Baaligh larki ke liye apni sar ka baal kaatna jaaiz nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.