Azaan ke waqt sar pe dopatta rakhna

· 2 Safar 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazAzaanIjaabat-e-azaan

Question

Kiya azaan ke waqt sar pe dopatta rakhna farz hai, matlab lazimi hai?

Answer

Nahi, albatta sar ke oopar dopatta rakhna ye Islami tareeqah he. Musalmaan aurato ka shaan he. Aur azaan ke ihtiraam ke pesh nazar agar kisee ne kya ho to ye bhi bari achchi cheez he aur qaabil madah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.