Maa ki wafat ke ba'd haq-e-hadhaanat
Question
Kiya nani ka maa ki wafat ke bad bache ko rakhna haqq he ya baap ka awwal?
Answer
Nani ko haq-e-hadhaanat, in bachcho ko rakhne ka haq 7 saal he larke keliye aur larki keliye 9 saal tak jabke maa na ho. Phir baap ko hota he uske bad.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.