Ammi burkha pehnne se mana kar rahi hai
Question
Mujhe meri ammi burkha pehnne se mana kar rahi hai. Kya mujhe unki baat sunna chahiye ya Islam ka tarika pe chalna chahiye?
Answer
Aap Islam ke tariqe par chale aur apni waalidah ki baat na maane. Hadith shareef me aaya ke makhlooq ki itaa'at nahi ki jaayegi jaha wo Allah Ta'ala ki nafarmaani ka hukm kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.