Konsa bakra aqeeqa ke liye jaaiz he?

· 20 Rabiʻ II 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQurbaani

Question

Kiya aqeeqa ke liye chota bakra jaiz hai ya nahi. Kyun ke mene Bukhari Shareef ki hadees me do jaanwar ki qurbani ya khoon bahana ka zikar he. To kiya aap bata sakta he ya bakra ko aqeeqa ke liya istimaal kar sakta he jo hum log sadaqa ke liya istimal karte he?

Answer

Aqeeqah ke saheeh hone keliye wahi sharaait he jo qurbaani ke he. To agar bakra ho to kam se kam eik saal ka hona chaahiye aur uske a`dhaa, aankh, kaan wa ghayra saheeh hona chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.