Shaadi karne ke liye Quraan ka hadya dena

· 18 Jumada I 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiSharaait

Question

Larkiyon ka Quran ka hadiya karna zaruri hai kya? Bina hadiya kiye bagair nikah nahi hota hai kya? Agr hadiya karna zaruri hai to kaise karna hota hai aur kiya kiya karna hota aur kab karna hota hai? Mera hadiya abhi tak nahi hua hai.

Answer

Shaadi karne ke liye Quraan ka hadya dena zaroori nahi he. Ye nikaah ke sharaait me se nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.