Qurbaani jaanwar ko Eid se pehle kitne din khareedna

· 17 Dhuʻl-Qiʻdah 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQurbaani

Question

Agar koi shakhs Eid say ek month pehle janwar ley aata hai or Eid par hi zabah karta hai or koi aur shakhs Eid say do din pehle janwar lata hai or Eid pe zabah karta hai to dono main kia farq hai? Kiya is main koi masla hai ya kam ajar ya ziyada ajar hai?

Answer

Qurbaani ka ajar to eik hee hoga lekin jis ibaadat ko ziyaadah ihtimaam, mahabbat aur khushi se kya jaata he uska ajar bohot ziyaadah bhar jaata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.