Paak hastiyon ke baare me buri or gandi khiyalat

· 16 Dhuʻl-Hijjah 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsAqeeda

Question

Aik dost ko waswasy aaty hn. Paak hastiyon ke khilaf buri or gandi khiyalat aaty hain. Jab ke wo aisy khayalat sy bachna chata hai. Iski wajah sy wo parishan hai ke uska Imaan or Aakhirat kharab na ho jaye. Poochna ye tha ke kya wo gunahgaar hota hai ya nahi.

Answer

Un paak hastiyo ke haq me dua karte rahe aur agar unki sawaanih mil jaaye to mutala kare aur kabhi apne ham khiyaal logo me uska muzaakarah kare. Allah fadhal farmaaye aur achche aur Allah ke dosto ki suhbat muyassar farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.