Haiz ke das din ke ander brown discharge dekhna

· 21 Dhuʻl-Hijjah 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhawateen ke MasaailHaiz, Istihaazah owr Nifaas

Question

Mai haiz se 9 din paak hoti hu. Us ke bad jab shohar se humbistari karti hu to lecorrea brown hota hai aur haiz ke bad sirf 1 bar hota hai sara din. Please bata de ke kiya ye haiz hai?

Answer

Agar daswe din ke poore hone se pehle ye brown rang nikal aaya ho to ye haidh hee shumaar kya jaayega ba-shart ye ke daswe din ke bad phir nahi nikla.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.