Talaad bolne se kiya talaaq waaqi hojayegi?

· 19 Safar 1443 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaq

Question

Mere shohar ne mujhy sms pe likh ke diya hai ke main aaj tumhey talaaq deta hun talaaq deta hun talaad deta hun. 2 bar saheeh bola aur ek bar ghalat, to kiya talaaq waaqi hogai? Me haiz pe bhi thi jab usne yeh kaha aur ab woh ruju ke liye aaya hai aur bol rahe ke talaaq nahi huwi. Maine do baar di woh bhi beghair kisi irade ke, bas dhamkane ke liye di thi to kiya talaaq waaqi hojayegi?

Answer

Sirf do talaaq waaqi hogayee.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.