Na mahram mard aur aurat eik doosre ko salaam karna
Question
Raste (road) me chalte huwe mard ko koi aurat salaam kare to uska jawab dena kya waajib hai?
Answer
Na mahram mard aur aurat eik doosre ko salaam nahi karna chahiye. Chonke ye fitna ke baais he. Lihaaza agar eik doosre ko salaam kare, to salaam ka jawaab dena waajib nahi hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.