Wudhu ki haalat mein kuch khaane ke baad kulli karna

· 5 Jumada II 1443 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTahaaratWudhu

Question

Kya wudhu ki haalat mein kuch khaane ke baad kya kulli karna zaroori hai namaz parhne ke liye?

Answer

Agar khane ke bad khana ka zaaiqah muh me reh gaya ho ya khana ke kuch zarraat zaaiqah ke saath rehgaya ho aur is baat ka andesha ho ke namaaz ke andar woh zaaiqah ya zarraat ko nigalte rahenge thook ke saath to kulli ka karna phir zaroori hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.