Bache ko chaalees roz ke bad kapre pehnaana
Question
Bache ko paidaish ke 40 din tak jo kapre pehnaye jate hy kia wo chehlam ke bad pehne jaa sakte hy? Aksar barre kehte hy ke ye nahi pehenne chahiye.
Answer
Ye baat ghalat he. Bache ko chaalees roz ke bad bhi wo kapre pehnaaye jaa sakte he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.