Nikaah ke waqt pe waalid ke surname mai galat ho jaye
Question
Kiya nikaah ke waqt pe waalid ke surname mai galat ho jaye to nikaah jaaiz hai? Jaise ki surname Quraishi ho aur ail bol ke nikaah karwaya jaye to nikaah jaaiz hai?
Answer
Agar larki aur larki ke waalid ka naam liya gaya aur shaahidain aur doosre log ko maloom tha ke kis ka nikaah ho raha he, to nikaah hojaayega agarche surname kehne me ghalati ki he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.