Poore ummat aur marne walo ke naam se isale sawab ki namaz parhna aur sawaab ki taqseem

· 7 Jumada II 1444 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsJanaazahMutafarriq Masaail

Question

Kya marhoom ke naam se isale sawab ki namaz pad sakte hai? Ya poore ummat aur marne walo ke naam se bhi isale sawab ki namaz pade?

Answer

Dono jaaiz he, leikin agar eik marhoom ke liye esaale sawaab karni he aur aap sab marhoomeen ki niyyat kare, to us khaas marhoom poora sawaab nahi milega, balke doosro ke saath sawaab milne me shareek hoga, aur jab wo doosro ke saath sawaab me shareek hoga, to us ka hissa usi hisaab se kam hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.