Khwaab ki tabeer

· 24 Shawwal 1434 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Main nay khuwab may dekha k ek bohut bara kaalay rang ka azdaha (snake) hai jiss k moo may mera ek pora hath hai or meri saaf or nand meray pass hi khari hain or main un say keh rahi hoon k mujhay bachayain magar wo dono chup khamosh khari hain or chehray say dono parayshan lag rahi hain

Answer

Apni zindagi ku sunnat wali zindagi ke mutaabiq guzaarde owr paanch waqt ke namaaz ku apne waqt par Musjid me jamaat ke saat parhliya kare. Zakaat ku ada kya kare owr neak suhbat ku hamesha rehne ki kowshish kya kare. Allah Ta'ala ki madad hamesha aap ke saat ho gi owr har shar se aap ki hifaazat farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.