Istihaaza wali aurat nafal roza rakhna
Question
Kya istihaaza wali aurat nafal roza rakh sakti hai?
Answer
Istihaaza haidh nahi he. Lihaza jis aurat ko istihaaza hoti he, wo namaaz parhegi, tilaawat karegi aur tamaam ibaadat bhi karegi. Agar wo nafl roza rakhna chaahe, to wo roza rakh sakti.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.