Roza rakhne ka qasam
Question
Maine kisi kaam ke pura hone par 11 roze rakhne ki niyat ki thi maine 6 roze rakhe hai baki 5 nhi rakhe. Kya zaroori h ki pure 11 roze rakhe? Main bimar hu. Kya baki 5 roze ka koi aur kaffara hai?
Answer
Jab aap sihhat mand ho jaye, to baaqi paanch roze rakh le.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.