Muharram aur Safar ma nikaah karna

· 28 Muharram 1445 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiMutafarriqaat

Question

Kia Muharram o Safar ma nikah ker sakty ha?

Answer

Jee ha. Aap in dono mahino me shaadi kar sakte he aur aap kisi bhi mahine me shaadi kar sakte he. Shariat ka hukm ye he ke jab rishta tay ho jaye, to takheer nahi karna chahiye, balke jaldi nikaah karna chahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.