Khwaab ki Tabeer

· 27 Shawwal 1434 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Maine khwab mai khud k hi hath se jaha watch pehante hai waha se khud ka gosht nikalte dekha ek bahut bara hissa nikla aur mai dar ke khwabse bedar hogayi kya mai is khwab ki tabeer jan skti hun?

Answer

Aap apne bhai behno owr dowsre rishtedaaro ka kiyaal kare. Jo bimaar he un ki dekh baal karna. Jo tang dast he un ki maali imdaad se madad karna.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.