Islami paper ko recycle karna
Question
Islami paper ko recycle karke os say dobara paper banana jayez hai ya nahi?
Answer
Agar Quraan Shareef ho ya Quraan Shareef ke safahat ho ya Ahaadith Shareef ki kitaabe ho ya Deeni kitaab ho, aur wo puraani hogayee ya qaabil istimaal nahi he, to unko adab aur ihtiraam ke saath dafan karna chaahiye, recycle nahi karna chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.