Bhabi ki beti se nikaah karna

· 19 Shawwal 1445 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiMahramaat

Question

Kya bhabi ki beti se nikaah kar sakte hain?

Answer

Agar bhabi ki beti se muraad aap ke bhai ki beti, to ye jaaiz nahi he kyoonke wo aap ki bhateeji he aur bhateeji se shaadi karna jaaiz nahi he. Leikin agar bhabi ki beti se muraad koi beti jo aap ke bhai ke alaawa kissi saabiqah shohar ke nikaah se paida huwi, to aap ke liye us se shaadi karna jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.