Hazrat Husain (radhiallahu anhu) ke liye esaal-e-sawaab dene se pareshaniya door hojaye ya nahi?

· 5 Muharram 1446 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsJanaazahMutafarriq Masaail

Question

Esaal e sawab karne ke baad i.e. Imaam Hussain ki rooh-e-aqdas ko to iske baad hamari mushkile pareshani hal hongi ya nahi? Matlab isse hamare dunyavi me rahmato ka nuzool naseeb hoga ya nahi?

Answer

Aap sadqah de ya koi neyk amal kare, aur us ka sawaab aap Hazrat Husain (radhiallahu anhu) aur tamaam Sahaabah ke liye bakhash de, aur phir Allah Ta'ala se dua kare ke is neyk amal aur sadaqah ke waseele se Allah Ta'ala aap ki har pareshaani ko door farmaae. Pareshaaniyo ka door karne wali zaat sirf Allah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.