Wakaalat na qabool karne se, wakaalat mukammal nahi hoti
Question
Agr koi shaks kisi or shaks ko kisi be kam k liye wakeel banaye or bolay k falah shaks ko main falah kam k liye wakeel banata hoon. Matlab ikhtiar day kisi kam ka lekin jis shaks ko wakeel banata ha wo us waqt mojood na ho. Yani usy pata he na ho k usy wakeel banaya gaya ha. To kia is soorat main wakalat qaim hogi ya ni?
Answer
Jab tak wo aadmi qabool na kare, wakaalat mukammal nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.