Quraan par haat rakh kar qasam khaana
Question
Quran pak hath rakhkar yeh kam main nahin karunga aisa kahana fir vahi kam karna uska kafara kya hai?
Answer
Agar Quraan par haat rakhte howe tum ne qasam khaaya ke me ye kaam nahi karonga, to qasam durust he. Agar aap wo kaam kare to kafaarah adaa kare.
Lekin agar aap ne qasam nahi khaaya, to qasam durust nahi he. Lihaaza, agar aap wo kaam kare, to koi kaffaarah nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.