Biwi ko maa kehna aur us ka doodh peena

· 13 Jumada II 1446 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaq

Question

During sex mai josh mai tha to mai apni biwi ko kah betha ka "mama dood pilao ya dood pena hai" lekin mera zihar ka koi intention ni tha balky mujy to pta hi aaj subha chala zihar ka search krny pr to kya es trha sy zihar waqiya ho gya hai?

Answer

Zihaar waaqi nahi huwa, lekin biwi ko maa kehna saheeh nahi he. Aainda aap is se parhez kare. Issy tarah shohar ke liye apni biwi ka doodh peena jaaiz nahi he. Aap is ghunaa se tawbah kare aur aainda is se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.