Onine nikaah

· 13 Jumada II 1446 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiSharaait

Question

Online Nikaah mein agr larka khud apna nikaah parha rha ho aur larke k paas 2 gawah mojood hon aur larki call pe larke ko apna wakeel bna le larka apni traf se or dulhan ki traf se qabool kre to kia ye nikaah hojayega? Ya phir wakeel alag se hona lazmi hai?

Answer

Is tarah nikaah parhaane se nikaah nahi huwa. Nikaah ke durust hone ke liye duroori he ke larka, larki ( ya us ka wakeel) aur do aaqil, baaligh musalamaan gawaah eik hee majlis me mawjood ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.