Koi shakhs apne saa ko kiss kare bila shahwat

· 26 Shawwal 1446 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiHurmat-e-musaaharah

Question

Agr koi shaks apni sas milny jaey or uski sas usy galy lga k gaal py kiss kry jb k milny sy pehly shohar k nafs mn sakhti ho lekin shehwat na ho kia us sy hurmat e musarah sabit ho jati hy?

Shohar ki umr 28 saal or saal ki 60 saal ho jb k dono k dil mn koi ksi k liay koi shehwat na ho

Answer

Agar kisi bhi taraf shahwat mahsoos nahi howi, to hurmat e musaaharah saabit nahi he.

Lekin aainda is se sakt parhez kiya jaai kyuke agar aik taraf bhi shahwat paayee jaai, to hurmat e musaaharah saabit hogi aur aap ka nikaah apni biwi se toot jaaiga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.