Azaad ka lafz istimaal karne se talaaq

· 30 Shawwal 1446 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaq

Question

Mairy shoher ny mjy ghussy sy kaha k tum azad ho mairi trf sy, ye bat unho 2 sy 3 dfa mukhtf waqt main laraiion main kahi jb hmary drmia jghra hota tu kaha m tu azad ho mairi trf sy. Is pay kia fatwa hy?

Answer

Agar aapke yahaa ke urf me in alfaaz se aammatan talaaq muraad hoti he to eik talaaq-e-rajee waaqi ho jayegi. Owr agar aapke yahaa ke urf me in alfaaz se aammatan talaaq muraad nahi hoti, to is surat me showhar ki niyyat par mawqoof hogi. Agar in alfaaz ke bowlne ke waqt showhar ki niyyat talaaq thi, to talaaq-e-baain waaqi hojaegi warna talaaq nahi hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.