Khwaab
Question
Ayk larrke se main bahot pyar krti hu or woh bhi mujhse bahot pyar krte hain or shadi bhi karna chahte hain. Phir achanak se unhone mujse baat karna band kar diya hain bina kise karan ke. Main roz ye khawab dekh rahi hu ki unka call aata hain or maafi magte hain mera dil dukhane ke leye phir call nahi aata unka sirf khawab aate hain. Aap bataye na aise khawab kyu aa rahe hain mujhe?
Answer
Wo larka aap se ayk ajnabi larka he. Us se baat karna Shari'at me haraam he. Is qisam ke khaawb ki taraf diyaan ne de.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.