Razaayee baanji se nikaah karna
Question
Maine apni Nani ama ka dhood piya hai toh kya mai khala ki beti sy shadi kr skt hun?
Answer
Aap us se shaadi nahi karsakte he kuyke aap us ki waalida ka dood shareek bhai he. Lihaaza aap us larki ka razaayee maamu hogaye aur wo aap ki razaayee baanji hogayee.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.