Deeni kitaab ka adab karna

· 8 Muharram 1447 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsAqeeda

Question

Deeni kitab ka adab karna zaruri he agar uski bedabi ho jaye to kya kare? Masalan agar table par deeni kitab rakhi hui ho aur us par kuch kapda rakh diya jaise shirt ho pant ho ya aur koi cheez ho to kya kare? Jo bhi cheez rakh di ho uska istemal karna sahi hoga? Please mere doubt ko clear kijye me confuse hu.

Answer

Agar table ke eik taraf deeni kitaab adab ke saat raki jaawe aur table ke doosri taraf kuch kapre rake jaawe, to is se deeni kitaab ki be adabi nahi howee.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.