Khwaab ki Tabeer
Question
Mein ne khwab mein dekha keh mein rastay pay ja raha ho thora hi chala ta keh ek nehar aya aur nehar 6 ya 7 meter ka ta to mein ne chalang (Jump) mara aur mein ne nehar cross kia aur nehar ke dosray tarah chala gaya. Please agar ais ki koi tabeer hain to zaror bataye ga. Mere liye dua bhi kijeye ga mein kafi pareshanio se guzar raha ho.
Answer
Khwaab ki ta'beer ye he ke Allah Ta'ala aap ku raahat naseeb farmaenge apne pareshaanio se.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.