Iftaar waqt se pele karna
Question
Ramazanul Mubarak ke 29 roze ke dopahar mein mai Dubai se Bombay ki flight metha. Iftari ka waqt nazdeek tha, maine air hostess se pucha aur uske bataya ki iftari ka waqt hai 5.50 to maine is time ke hisab se roza khola lekin 25 minute baad flight mein announce hua ki ab roze ka time hua hai roza khol lo. Shayad airhostess ke bolne mein mistake ho gayi hai ya mere sunne mein, to kya mera roza ho jayega. agar nahi to kya kaffara hoga.
Answer
Rowza tootgaya, lekin sirf qadha he, ne ke kaffara.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.