Auwlaad owr tamaam mushkilaat ke lia wazifa
Question
Meri shaadi ko 2 saal hogye he aur hamari koi aulad nai he, mene dr ko mene dikhya be he muje araam nai mila hakeem ko be dikhya dawai bhi khai aur mere nalo me sujan he. Koi wazifa bata jise meri sujan bhi utar jaye aur aulad bhi hojay.
Mere ghar me meri bhan aur bhai meri ammi ka khna nai mante aur mere papa ke expire hue 13 sal hogye. Koi wazifa aisa batao ke mere bhan bhai meri ammi ka khna mane aur wo bure raste pe ne chale. Meri bhane ne apne boy friend bna rakhe aur meri bhan bhai bura raste pe na jaye ammi ko samje
Answer
1. Mu'min ku chaahia ke hamesha Allah ke Taqdeer se kush rahe. Har namaaz ke ba'd neak auwlaad ke lia dua kare owr teen dafa ye dua parhe:
2. Attachment ku dehke owr ye dua rowzana parhe tamaam mushkilaat ke lia. Bohot muassir he
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
References (sources)
رَبِّ أَوْزِعْنِي أَنْ أَشْكُرَ نِعْمَتَكَ الَّتِي أَنْعَمْتَ عَلَيَّ وَعَلَى وَالِدَيَّ وَأَنْ أَعْمَلَ صَالِحًا تَرْضَاهُ وَأَصْلِحْ لِي فِي ذُرِّيَّتِي إِنِّي تُبْتُ إِلَيْكَ وَإِنِّي مِنَ الْمُسْلِمِينَ
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.