Khwaab ki Tabeer

· 1 Dhuʻl-Hijjah 1434 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Mein ne khawab dekha kay hum sab ghar walay kisi kay ghar gaye huay hein aur hum un kay ghar poonchtay hain aur sa khana khanay chale jaate hain ander aur mein un se kehta hoon kay mein peshaab kar kay aata hoon aur mein khule aasmaan kay neechay un kay ghar mein ghaas (grass) par peshaab karta hoon aur un ka beta dekh raha hota hai mujhe peshaab karte huay aur woh makar hansi hans raha hota hai aur aisi awaz nikalta hai kay na karo koi dekh le ga..........kia tabeer hai?

Answer

Sila rahimi ka haq poora karo owr neak sulook owr bartaw karo apne rishtidaaro ke saat.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.