Showhar ku puraane gunaaho bataana

· 21 Dhuʻl-Hijjah 1434 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehat

Question

Ayk masla hai ke shaadi ke bad biwi shouhar ke samne apna gunah kubool kar le aur apne shouhar ko sub kuch bata de to us condition me husband ko uske sath kaisa soolook karna chaiye aur uske sath kaise zingdagi basar kare ya use talaaq de de?

Answer

Khaawind ko ayse taqaaza karna saheeh nahi he. Agar kisi ko ghalati huwi to khuda ke saamne iqraar kare aur taubah kare. Tuabah ke bad khuda maaf karenge. Khaawind taqaaza nahi kar sakta he ke uske saamne ghalati zaahir kare. Ayse taqaaza karna ghalat he. Us se baaz aana chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.