Waraasath

· 8 Muharram 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWaraasat

Question

Humaray aik bhai ka intekal walid ki wafat say pehlay hua aur aik behan ka intekal walid sahib ki wafat kay baad hua, kya in marhoomeen ka wirasat may hissa (haq) hoga agar haan tou kis ko dya jaye ga (marhoomeen kay shouhar / bewi ko, ya un ki aulad ko)?

Answer

Aap ka marhoom bhai aap ke waalid ki waraasath se hissa nahi milega kyo ke baap ke intiqaal se pehle un ka intiqaal hogaya. Aap ki marhoom behn ku aap ke baap ke waraasat me hissa hoga kyuke aap ke baap ke wafaat ke ba'd us ka intiqaal hogaya. Un ka wo hissa us ke meerath me jaega owr shar'ee tareeqe par un ke wurasaa ke darmiyaan taqseem hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.