Khwaab ki Ta'beer
Question
Mujh khuwb ki tabir bta dien! Mene suba dkha hy mra sar hy kalay lambay baal khuley hen mri ami mre sar ka masaaj kr rae hen. Mjh apna aur ami dono ka chehra nazar nh aya. Sirf bal khuley, sar, aur ami k hath nazar ae.
Answer
Khwaab ki ta'beer ye he ke aap ki waalidah aap ke oopar ihsaan karegi. Aap bhi us ke saat acha bartaw rakhe owr us ki khidmat kya kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.