Rishta tay karne ke ba'd raazi ne hona

· 7 Safar 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehat

Question

Mery dost ka rishta tay hogaya ha par wo dil se raazi nahi. Usay batai baghair mainy uskai lia istakhara kia aur usma mainy theek se Kuch Nahi dekha par mjhy yad ha k lal or kala rang dekha. Aur mainy aik sufaid rang ka paper b dekha jis pa hmaray paper ka likha hua tha aur uspe mera name like tha. Subha jab ma uthi tab bhi dil ghabra raha ha Buhat itna aj tak nahin ghabraya. Ab Kya mujhay us dost ko batana chaiya ke mainy istakhara kia aur asa Kch dekha ha. Aur uski tabeer Kya ha? Aur is silailay ma ab agey Kya karna chaiya. Uska rishta bhi tay hogya ha. Ab usay torna sahi rhay ga?

Answer

Agar tumhare dowst kush nahi he to us se kahe ke wo istikhara kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.