Khwaab ki Ta'beer
Question
Maine khwaab dekha mai aur mere ammi behen bhai aur abbu jiska inteqal ho chuka hai. Hum sab ek aisr ghar me shift hue jiske diware tadkhe hue aur is ghar me ek badi khidki b hai aur is ghar me humlog abbu k inteqal se pehle reh chuke aur maine khidki se dekha ke meri phupi aur dadi pani bhar rahe hai. Please is khwab ki tabeer bataeye.
Answer
Allah Ta'ala aap logo ku kush haali naseeb farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.