Na mahram larki na mahram larka se baat karna
Question
Mera masla yeh hai k ma jis jaga shadi karna chahti hon wHa us boy ki job nahi ha or ap koi asa waziga bta ddy k us boy ki job b hojye or mary ghar woh rishta b ly aye ma ak wazifa kar rai hon par abi tak kch ni hoa shukria.
Answer
Shaadi se pehle na mahram larki ke lia na mahram larka se baat karna jaaiz nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.