Khwaab ki Ta'beer

· 12 Safar 1435 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Me aap sy aik aur khawb ki tabeer pochna chahti houn. Me nay khawb me dekha k meri ammi aur hm teen sisters multan aie hoti han yahan hamary mamo ki family ha hm un k ghar jaty han wo muje meri choti behn ki bachpan ki tasveer dikhaty han wo tasveer nhi balkay aik muajsma hota ha meri choti behn ka? Is khawb ka kia meaning ha? Me aap ko ye btati chalon k meri choti behn kbhi multan aie aur na kbhi multan waly mammon k ghar gae aur na mery mamo us sy mily aur na he un k pass hmm behn bhieyn ki tasveerien han. meri choti sister fsc medical ki student ha.

Answer

TV aur internet, issy tarah tamaam kisam ke tasweer Shari'at me haraam he. In cheezo se bachna chahia.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.