Muhabbat ke lia wazifa

· 15 Rabiʻ I 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWazaaifWazifah

Question

Mera sawal hai k mein nay 9th feb 2013 mein shadi ki. Sir hum ik dosray say bohat pyar kartay hein par pata nahe khuch maheinoun say humaray kafi jagray horay hein mujhai samjh nahe araha iski kia wajah hai. Please kia app khuch maadad karsaktay hein k koi jadu ya ishe koi cheez tu humaray uppar nahe karwae gaye?

Answer

Har fardh namaaz ke bad munsalik du`aa parhlo aur Qur’aan Shareef ki tilaawat subh shaam karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.